Page 43 - Chupi-Todo
P. 43
M ain peshe se TV journalist hoon aur abhi Mumbai mein settled hoon. Is se pehle
maine ek lamba arsa Delhi aur Jharkhand mein bitaya tha. Jharkhand ki rajdhani
Ranchi mein kuch samay tak patrakarita ki jis dauraan ek ajeebogareeb case mere
saamne aaya jisne mujhe jhakjhor kar rakh diya.
Sheher ke beechobeech ek basti mein mehez 4 saal ki bachchi ki maut ho jati hai.
Kaaran koi kehta gareebi aur koi kehta bimari. Hamari team maamle ki teh tak
jaana chahti thi kyunki jo dikh raha tha usey satya maana nahi jaa sakta tha.
Humne ghar walon se baat ki aur padosiyon se baat ki toh maalum hua ki bachchi
mandbuddhi thi. Par sachchai toh yeh thi ki bachchi ko koi bimari nahi thi. Woh
khauf mein ji rahi thi kyunki bachchi ke saath uske hi chacha ne na jaane kitni baar
dushkarm kiya aur ek din bachchi ne dum tod diya.
Hum kehte hai ki bachche apne ghar me suraskhit hai par yeh bachchi ke marne ki
khabar saamne aati bhi nahi agar basti mein hungama na hua hota. Marne ke baad
uski post-mortem report ne sachchai bayan kar di. Kuch hadd tak ghar walon ko
iska ilm ho bhi chuka tha lekin tab tak bahut der ho chuki thi. Yeh hamaare samaaj
ka kaala chehra hai.
-Akbar
W hen I watched this episode, repressed memories came back to me. I realised
that the reason for my mental instability is my elder brother sexually abusing me. I
know that he will not remember any of it and maybe he didn’t think it was bad but
it deinitely changed me for the worse. Because of this, I sexually abused a little
girl when I was still a child. I really hope that it did not affect her as badly as it
affected me.
-Meena
CHUPPI TODO! | 41